
Lyrics Arijit Singh
チャンネル登録者数 25人
15 回視聴 ・ 1いいね ・ 2022/06/17
Presenting Hindi Song the FRIENDSHIP ANTHEM Jate Nahi Kahin Rishte Purane Lyrics from the Bollywood movie “Sonu Ke Titu Ki Sweety.
The movie is Starring Kartik Aaryan, Nushrat Bharucha & Sunny Singh.
This love song is sung by Arijit Singh, composed by ” Rochak Kohli” and the lyrics of this new song are penned by Kumaar.
Song Details :
Song – Tera Yaar Hoon Main
Singer – Arijit Singh
Music – Rochak Kohli
Lyrics – Kumaar
Music Label – T-Series
Song Lyrics :
Tu jo rootha toh kaun hansega
Tu jo chhuta toh kaun rahega
Tu chup hai toh yeh darr lagta hai
Apna mujhko ko ab kaun kahega
Tu hi wajah
Tere bina bewajah bekar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Aaja ladein phir khilono ke liye
Tu jeete main haar jaun
Aaja karein phir wohi shararate
Tu bhaage main maar khaun
Mitthi si woh gaali teri
Sunne ko taiyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon
Sajna de rang rangayiyan ve
Sagna diyan sehnaiyan ve
Dhol wajange yaar nachange
Lakh lakh deo badhaiyan ve
Khusiyaan ch nachda main phiran
Hanjuaan ton bachda main phiran
O jaate nahi kahin rishte purane
Kisi naye ke aa jaane se
Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de
Kyun pareshan hai mere jaane se
Toota hai toh juda hai kyn
Meri taraf tu muda hai kyu
Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe
Ek teri yaari ka hi
Saaton janam haqdaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
#ArijitSinghFul #TeraYaarHoonMain #ArijitSingh #NewSong
#hindisong #lyrics #music #bollywood #arijitsinghsongs #youtubeshorts #shorts #shortssong
Thanks for watching ❤️
コメント
使用したサーバー: directk
コメントを取得中...